

Very few people bother to spare time towards understanding Islam for correct practicing. They worship shrines and self-made peers. Seldom somebody bothers and studies to know the Sahih Islam. On the large, muslims are just muslims by names only they practice against the Noble Quran and Sunnah. Allama Iqbal urges on us to read and understand to follow the Noble Quran, (Sahih Hadith and Fiqah) the Sunnah that will enable us to be a good muslim.
AZAN KA JAWAB IN HINDI FREE
Allah ki rahmato se faizyab hone k leay Asmae Hasna Free hasil kren:Īllah taaala aap ko jaza e qhire ata farmai ameen
AZAN KA JAWAB IN HINDI UPDATE
Yeh Page Jin Loggo Ny Banaya Hai Mai Unlogo Ka Bhot Bhot Shukriya Adda Kerna Chahunga Or Yeh Bhi Kehna Chahuna Ky Bhaiyo Jittna Ho Saky Aap In Baato Ko F B Pe Bhi Update Karin Please Sir. Shukriya ki aap itni achi malumat ko internet par post kiya.

Thank you But everything is in big size except the dua i would like it a lot if make the dua a little bigger thankyou. Hazrate abdullah bin umer razi Allah tala anho se rewayat ha k App Salal laho allai wasalam ny irshad farmaya : jab tum azan sono to mozin ki tarah tum be yahe alfaz kaho phir mujh per darood bejho q k jo shaks mujh per ake martabah darood beja Allah tala us per das martabah rehmat nazil farmate ha phir Allah tala se mera liya makam (wasila) ki dua karo q k wo jannat ka ake ahsa darja ha jo Allah k bando main se kisi ake he ko milay ga or mujha umeed ha k wo bandah main hoga chunacha jo shaks mera liya wasila ki dua kareen ga is k liya mare shifat lazim ho jahe gee (sahih bukhare )Īllahuma raba haza al dawate altamate wa.salatil qaima aate mumhammad in alwasilata wal.fadila wa.darjatul rafiaa wa.ba.as.hu mukaman mehmoodanilazi wa.aadta wa.ruzona shafaata yom.al.qayamate.ee inaka la tukhliful miaad.Īy parwardigar is puri pukar ke aor kaim hone wali namaz ke - hazrat muhammad s.a.w.w ko wasila aor fazilat aor buland darja atta farma aor aun ko makam e mehmood mein khada kar jis ka tune aun se waada kiya hai aor hum ko kayamat ke din aun ki shafaat se behra mand kar beshak tu apne waade ke khilaf nahi karta. yani jo alfaz mozin kehta jahe wo sunna wala be wohe alfaz kahe albata jab mozin hai ya las salah or hai ya lal falah kahe to in kalmat ka jaweb main la hola wala kuwata illa billa hil ali ul azeem kehna chaheya app salal laho allai wasalam ny is ki be takid farmahe ha k azan k her hurf ka jaweb dena chaheya. ahsa kam karna se gorez kareen or apna iman ko bachaeĪzan ka adab yeah ha k jab azan ho rahe ho to koshes yeah karni chaheya ka khamosh rahe.

or bohat se log to gana he band nahi karte azan ka waquat. or bohat se jahil ahsa log ha jab azan ho rahe hote ha to jo wo nach gana sun rahe hote ha ya deak rahe hote ha to ushe main magan rehta ha. bohat se bewakuf log ha jo azan ka adab nahi karte ya phir apna kamo main laga rehta ha laken unko azan ki fazilat he maloom nahi hote.
